Monday, November 29, 2010

SHAHID BALTISTANI : 2003



SHAHID BALTISTANI : 2003



Ya zahra
(Fatema Zahra) x4
......

(Ya zahra) x6
  1. Ay meri bibi
  2. tere dar pe istighaasa hai tera mamnoon, 
    meri shehzaadi ye jahaa(n) sara hai (Ya zahra) x4
  1. Tere baba ki jo wasiyyat hai
  2. Uspe ummat ko kyu(n) shikayat hai Aur tehreer jo huwi tukre Wo ibaraat, teri muhabbat hai (Ya zahra) x4
  3. Ay meri bibi
  4. Khatm tumpe hi ibadat hai Mere sajdo(n) ko teri ulfat ka hi sahara hai (Ya zahra) x4
  5. Tere bacho(n) se jisko pyaar nahi
  6. Wo tere gham ka talabgaar nahi Kheyl samjhe na wo tere gham ko Ye ibadat hai karobaar nahi (Ya zahra) x4
  7. Ay meri bibi
  8. Ye khulus hai darvaisho(n) ka Jinki tasbeeh, tere bacho(n) ka gham manana hai (Ya zahra) x4
  9. Waqt-e-akhir hai bas mera bibi
  10. Anginat hai, mere gunaah bibi Waasta tujhko tere bacho(n) ka Bakhshwana mere gunaah bibi (Ya zahra) x4
  11. Ay meri bibi
Lab pe ye, dua hamari hai
Arsh mei bhi, bapa ho matam ye dil pukara hai
(Ya zahra) x4







Haaye mei ujjar gayi
Saamne behn ki ankho ke, gardan pe khanjar chalaaya, ik mazloom pyaase par, zalim ko tars na aaya
(Ha mera ujjar gaya garbaar, ha mei tanha matamdaar, haaye mei ujjar gayi nana, haye mei ujjar gayi) x2 Ha mera ujjar gaya garbaar
  1. (Chali dil pe mere talwaar) x2 Ab mawt ke hai aasaar, haaye mei ujjar gayi nana
  2. Haaye mei ujjar gayi, Haan mera ujjar gaya garbaar, ha mei tanha matamdaar, haaye mei ujjar gayi nana, haaye mei ujjar gayi, Haan mera ujjar gaya garbaar
  3. Nana teri ummat ne mere jeene ke sahare cheen liye, is karbobala ke jangal mei, ankho ke sitare cheen liye (Mei bekas mei lachaar) x2 Sab kunbe ki ghamkhaar, haaye mei ujjar gayi nana
  4. Haaye mei ujjar gayi, Haan mera ujjar gaya garbaar, ha mei tanha matamdaar, haaye mei ujjar gayi nana, haaye mei ujjar gayi, Haan mera ujjar gaya garbaar
  5. Darya ke kanaare jalta huwa, ghar aaj talak dekha ke suni, quran-e-sar-e-neza nana, parhta huwa sar dekha ke suni (kiya bayyat se inkaar) x2 Bhaayi pe chali talwaar, haaye mei ujjar gayi nana
  6. Haaye mei ujjar gayi, Haan mera ujjar gaya garbaar, ha mei tanha matamdaar, haaye mei ujjar gayi nana, haaye mei ujjar gayi, Haan mera ujjar gaya garbaar
  7. Wo shaam-e-gharibaan ka manzar, Bimar ka sholo mei bistar, wo behta huwa kaano(n) se lahu, wo neel Sakina ke rukh par (kaano se lahu ki dhaar) x2 Jab zakhmi the rukhsaar, haaye mei ujjar gayi nana
  8. Haaye mei ujjar gayi, Haan mera ujjar gaya garbaar, ha mei tanha matamdaar, haaye mei ujjar gayi nana, haaye mei ujjar gayi, Haan mera ujjar gaya garbaar
  9. Ik sheyr taraayi mei soya, jo aas tha pyaase bacho(n) ki, wo mashk bachaane ki khatir, kurbaani degaya haatho(n) ki (parde ka zimmedaar) x2 Mara gaya aakhir kaar, haaye mei ujjar gayi nana
  10. Haaye mei ujjar gayi, Haan mera ujjar gaya garbaar, ha mei tanha matamdaar, haaye mei ujjar gayi nana, haaye mei ujjar gayi, Haan mera ujjar gaya garbaar
  11. Wo zulm bhi dekhe hai mene, jo din ko raat banaa dete, Mei ro na saki aansu mere, paani mei aag laga dete (bhaayi ka tha ye israar) x2 bas sabr meri ghamkhaar, haaye mei ujjar gayi nana
  12. Haaye mei ujjar gayi, Haan mera ujjar gaya garbaar, ha mei tanha matamdaar, haaye mei ujjar gayi nana, haaye mei ujjar gayi, Haan mera ujjar gaya garbaar
  13. Shaano(n) pe nishaa(n) hai rassi ke, sogaat safar ye laayi hu, hai dil mei daag-e-bahatar ke, ay nana mei dukh paayi hu (thi sang ki wo bosaar) x2 rota tha alam bardaar, haaye mei ujjar gayi nana
  14. Haaye mei ujjar gayi, Haan mera ujjar gaya garbaar, ha mei tanha matamdaar, haaye mei ujjar gayi nana, haaye mei ujjar gayi, Haan mera ujjar gaya garbaar
  15. Wo ibn-e-hassan pamal-e-badan, dulha jo bana ik shab ke liye, maqtal ki zamee(n) par uska badan, ghoro(n) ne kiya tukre tukre (sine pe zakhm hazaar) x2 ik sar ke tukre chaar, haaye mei ujjar gayi nana
  16. Haaye mei ujjar gayi, Haan mera ujjar gaya garbaar, ha mei tanha matamdaar, haaye mei ujjar gayi nana, haaye mei ujjar gayi, Haan mera ujjar gaya garbaar
  17. Zainab ki sada har majlis mei, noho(n) ki zubaani aati hai, bibi ki sada dohraata hai, jisse nawha khaani aati hai ("Rehan" mere ash’aar) x2 dil-e-zainab ki hai pukaar, haaye mei ujjar gayi nana
(Haaye mei ujjar gayi, Haan mera ujjar gaya garbaar, ha mei tanha matamdaar, haaye mei ujjar gayi nana, haaye mei ujjar gayi, Haan mera ujjar gaya garbaar) x2




Abid ki kahani
(Haaye beemaar) x4
(Haaye beemaar) x2
(Haaye beemaar) x4
(Ranj-o-alam mei dubi, abid ki kahani) x4
  1. Payro(n) mei aable hai, aankho se ansuo(n) ke, hoti hai rawaani
  2. (Ranj-o-alam mei dubi, abid ki kahani) x4
  3. Is baat ka nahi gham, bazaar behaya hai
  4. Ummat ki berukhi hai, ummat ke hi gila hai Zainab bhi berida hai, badli hai zaeefi mei, abid ki jawaani (Ranj-o-alam mei dubi, abid ki kahani) x4
  5. Qari namaazi hafiz, haji khare huwe the
  6. Bazaaro(n) mei musalmaa(n), sare bhare huwe the Zainab ki pusht par hi, beemaar-e-sarebaa(n) ki, guzri hai jawaani (Ranj-o-alam mei dubi, abid ki kahani) x4
  7. Sadat ke liye hi, raaho(n) mei mushkile hai
  8. Qaure hai aur kaanthe, pathro(n) ki barishe hai Khayme jo karbala mei, jalte rahe the ya rab, barsa nahi pani (Ranj-o-alam mei dubi, abid ki kahani) x4
  9. Jab karbala ko aye, suta watan madina
  10. Chora jo karbala ko, tanha huwi sakina Sarwar ki shaahzadi, kaise sahengi ya rab, zinda(n) ki weerani (Ranj-o-alam mei dubi, abid ki kahani) x4
  11. Sajjad ko imamat, deti hai shaam-e-gurbat
  12. Mazloom sayyedo(n) se, kehti hai shaam-e-gurbat Purse mei de rahi hu(n), beemar ko aseeri, karbal ko kahani (Ranj-o-alam mei dubi, abid ki kahani) x4
  13. Na mahramo mei zainab, be parda jab khari thi
  14. Ummat ki teri nana, ghayrat kaha(n) gayi thi Majma laga huwa tha, Zainab jo parh rahi thi, ayaat-e-qurani (Ranj-o-alam mei dubi, abid ki kahani) x4
  15. Saaya hata hi tha ke, Abbas ke bharam ka
  16. Aaghaz hogaya tha, sadat pe sitam ka Deti rahi dilasa, pardes mei Zainab ko, Ghazi ki nishaani (Ranj-o-alam mei dubi, abid ki kahani) x4
  17. Sajjad jis tarha se, ankho(n) se khun roya
"Arman" wo kalam se, kaise bayaan honga
Bedaar hogaye ham, matam bata raha hai, Noho(n) ki zubaani
(Ranj-o-alam mei dubi, abid ki kahani) x4




Jaan Sakina
(Bethi ho andhere mei kahaa(n) Jaan sakina) x2 Jaan sakina
  1. Baba ke tere lut gaye Armaan Sakina
  2. Bethi ho andhere mei kahaa(n) (Jaan sakina) x2
  3. (Daman mei lagi aag kob, kon bujhaaye) x2 Khaso(n) koi is dasht mei, insaan Sakina
  4. Bethi ho andhere mei kahaa(n) (Jaan sakina) x2
  5. (Hafiz hai ye qur’an ke aur parhte hai kalma) x2 Yasin ki inso(n) ka pehchaan Sakina
Bethi ho andhere mei kahaa(n) (Jaan sakina) x2
(Aajaayie baba) x4
(Baba jaan, kyu ruthe ho mujhse, mere paas to awo) x2
  1. Wasta tujhko hai khuda ka, mujhe yu na sataawo
  2. Baba jaan, kyu ruthe ho mujhse, mere paas to awo, baba jaan
  3. Teri khushbu tera chehra saath hai mere, kul yahi jageer hai rab kya paas hai mere, aayiye baba, aayiey baba
  4. Tum bin na jee paawungi, marjawungi marjawungi, aajaayiey baba, Baba jaan, kyu ruthe ho mujhse, mere paas to awo, baba jaan
  5. Phool se rukhsaar pe mere neel nishaan hai, khun kano se aur ankho se ashk rawaa(n) hai, aayiye baba, aayiey baba
  6. Tum bin na jee paawungi, marjawungi marjawungi, aajaayiey baba, Baba jaan, kyu ruthe ho mujhse, mere paas to awo, baba jaan
  7. Us gari dadi Zehra ki yaad bhi ayi, Baba mei darbar mei roti huwi jab aayi, aayiye baba, aayiey baba
  8. Tum bin na jee paawungi, marjawungi marjawungi, aajaayiey baba, Baba jaan, kyu ruthe ho mujhse, mere paas to awo, baba jaan
  9. Dhundne baba tujhko ayi maqtal mei, har taraf fugha(n) tha sawaa khuni jangal mei, aayiye baba, aayiey baba
  10. Tum bin na jee paawungi, marjawungi marjawungi, aajaayiey baba, Baba jaan, kyu ruthe ho mujhse, mere paas to awo, baba jaan
  11. Hai labo pe mere baba nad-e-ali hi, rasta dushwaar hai par beti hu teri hi, aayiye baba, aayiey baba
  12. Tum bin na jee paawungi, marjawungi marjawungi, aajaayiey baba, Baba jaan, kyu ruthe ho mujhse, mere paas to awo, baba jaan
  13. Itni ulfat itni chahat dekhi nahi thi, gunjti zindaan se "Yawar" eik sadaa thi, aayiye baba, aayiey baba
Tum bin na jee paawungi, marjawungi marjawungi, aajaayiey baba, Baba jaan, kyu ruthe ho mujhse, mere paas to awo, baba jaan



Akhri lori
(Akhri lori hai meri, jaan kar bejaa(n) hu mei) x2
  1. Ay khuda ta’ala na mujhko, aazmaana maa hu(n) mei
  2. (Akhri lori hai meri, jaan kar bejaa(n) hu mei) x2
  3. Nanne naane haath aur pyaase labo(n) ko chum kar
    Mei kaha karti thi asghar, ab agar jaaungi ghar
    Mei parhungi teri surat, tu kare quraa(n) hu mei
  4. (Akhri lori hai meri, jaan kar bejaa(n) hu mei) x2
  5. Putliya(n) ankho(n) ki meri, tujhse lay kar roshni
    Itni roshan hogayi ke, bheek mange chandni
    Ay mere mahtaab aja, muztar-o-girya(n) hu mei
  6. (Akhri lori hai meri, jaan kar bejaa(n) hu mei) x2
  7. Akhri shab hai sahar is, shab ki kya dikhlaaye rang
    hay munajate khuda ya(n), us taraf tayyar jang
    Tu larenga kis tarha, ada say yun hayraa(n) hu mei
  8. (Akhri lori hai meri, jaan kar bejaa(n) hu mei) x2
  9. Nusrat-e-shabbir to karna hai tumko bhi magar
    Muskurahat tere lab par, aur udhar teer-o-tabar
    Tujhpe ay nanne mujahid, isliye qurbaan hu mei
  10. (Akhri lori hai meri, jaan kar bejaa(n) hu mei) x2
  11. Sari maae(n) apni qurbaani karengi pesh kal
    Chaahti hu tu idhar maydaan mei aise nikal
    takay mei bhi keh saku ik askari ki maa(n) hu mei
  12. (Akhri lori hai meri, jaan kar bejaa(n) hu mei) x2
  13. Dhyaan bas itna rahe, Behr-e-weera(n) jaate huwe
    Ik qatre paani peeleena jo qismat se mile
    ek teri Tashna dahani, say bohot bejaa(n) hu mei
  14. (Akhri lori hai meri, jaan kar bejaa(n) hu mei) x2
  15. Maa(n) dua karti rahi "Rehan" jhule ke qaree(n)
    laaj rukhio Madar-e-asghar ki rabbul alameen
    Meri qurbani hai asghar, be sar-o-samaa(n) hu mei
(Akhri lori hai meri, jaan kar bejaa(n) hu mei) x2
Guftagu madar ki sunkar, bezubaa(n) kehne laga, kaisay so jaon main, kay sona hai zameen-e-garm par, mei to sojaaunga, khakar teer kal maydaan mei, haa(n) magar tum so nahi paaogi amma, Umr bhar



Baba-e-man kuja
(Zuljana zuljana baba-e-man kuja) x4
  1. Ay dast-e-karbala baba-e-man kuja
  2. (Zuljana zuljana baba-e-man kuja) x2
  3. (Rota hai kisliye zakhmi huwa hai kyu) x2 Chehre pe ye tere kiska laga hai khu(n), kuch to mujhe bata, baba-e-man kuja
  4. (Zuljana zuljana baba-e-man kuja) x2
  5. (Baghe kati huwi, aur zeen hai ghiri) x2 Darbar-e-jism mei, kyu hai gari huwi, tanha to agaya, baba-e-man kuja
  6. (Zuljana zuljana baba-e-man kuja) x2
  7. (Ay asp-e-bawafa, ye hai teri wafa) x2 teri sawar jo, tu khoke agaya, Nazre mila bata, baba-e-man kuja
  8. (Zuljana zuljana baba-e-man kuja) x2
  9. (Mei dekhti rehgayi jaldi na kar abhi) x2 Maqtal me tu na jaa, har simt ho shaki, mana na tu kaha, baba-e-man kuja
  10. (Zuljana zuljana baba-e-man kuja) x2
  11. (Mei kaise sowungi, har waqt rowungi) x2 maqtal mei me-o-me, maqtal mei jawungi, tu raasta bata, baba-e-man kuja
  12. (Zuljana zuljana baba-e-man kuja) x2
  13. (Akar watan se door, ye bewafaai ki) x2 Azan-e-bawagar de azmaai ki, tu dekhta raha, baba-e-man kuja
  14. (Zuljana zuljana baba-e-man kuja) x2
  15. (Baba ki khun ki bu, mehsus hoti hai) x2 Jaldi bata mujhe, ab jaan jati hai, tu hontsi liya, baba-e-man kuja
  16. (Zuljana zuljana baba-e-man kuja) x2
  17. (Kaise sahu ye gham, gutne laga hai dam) x2 baba wagair kyu, utthe tere qadam, mera na dil dukha, baba-e-man kuja
  18. (Zuljana zuljana baba-e-man kuja) x2
  19. (Ye kehke rodiya, rahwaar-e-shah-e-deen) x2 Rakha sakina ke qadmo(n) pe wo jabeen, bibi na kar gila, baba-e-man kuja
  20. (Zuljana zuljana baba-e-man kuja) x2
  21. (Mei bawafa nahi, ehl-e-jafaa nahi) x2 mei kya jiyunga jab, aaqa mera nahi, bibi na do sada, baba-e-man kuja
  22. (Zuljana zuljana baba-e-man kuja) x2
  23. ("Rehan azmi" wo asp-e-bawafa) x2 bad-e-hussain phir, dekha nahi gaya, khud karbala mei kya, baba-e-man kuja
  24. (Zuljana zuljana baba-e-man kuja) x2
  25. Ay dasht-e-karbala, baba-e-man kuja
(Zuljana zuljana baba-e-man kuja) x2
Ay dasht-e-karbala, baba-e-man kuja, ay asp-e-bawafa, baba-e-man kuja




Bechayn hai Zainab
(Bechayn hai Zainab aaja) x2 Veeran hai ghar ali akbar, mere laal tu lot ke aaja, Bechayn hai Zainab aaja, Veeran hai ghar ali akbar, mere laal tu lot ke aaja, bechayn hai Zainab aaja

  1. (Pardes ki is ghurbat mei) x2 Ham jaaye kahaa(n) batlaaja
  2. Bechayn hai Zainab aaja, Veeran hai ghar ali akbar, mere laal tu lot ke aaja, bechayn hai Zainab aaja
  3. Athara baras paala tujhko (tu ghar se gaya na bahir) x2 (Dil dub gaya hai beta) x2 Ghar lot ke ab to aaja
  4. Bechayn hai Zainab aaja, Veeran hai ghar ali akbar, mere laal tu lot ke aaja, bechayn hai Zainab aaja
  5. Hai waasta tere baba ka (haathon ke mere nawaalon ka) x2 (Marne ki ummar thi teri) x2 Ik baar mujhe samja ja
  6. Bechayn hai Zainab aaja, Veeran hai ghar ali akbar, mere laal tu lot ke aaja, bechayn hai Zainab aaja
  7. Lagta hai watan na jaawungi (gut gut ke marjaawungi) x2 (Jeenay ki karungi tamanna) x2 Ik baar tu wapas aaja
  8. Bechayn hai Zainab aaja, Veeran hai ghar ali akbar, mere laal tu lot ke aaja, bechayn hai Zainab aaja
  9. Zanjeer mei jakra hai kunba (Sar neze par hai tera) x2 (Aankho(n) se lahu barsaawu(n)) x2 Mei kab tak ye batlaaja
  10. Bechayn hai Zainab aaja, Veeran hai ghar ali akbar, mere laal tu lot ke aaja, bechayn hai Zainab aaja
  11. Teri yaadei(n) hai aur Zainab hai (Hamshakl-e-payambar Akbar) x2 (Du dil ko tasalli kaise) x2 Ye baat zara batlaaja
  12. Bechayn hai Zainab aaja, Veeran hai ghar ali akbar, mere laal tu lot ke aaja, bechayn hai Zainab aaja
  13. "Rehan" fughaa(n) thi Zainab ki (Ye shaam ke bazaaro(n) mei) x2 (Dukhyaari phuphi kehti hai) x2 Akbar mere Akbar aaja
Bechayn hai Zainab aaja, (Veeran hai ghar ali akbar, mere laal tu lot ke aaja, bechayn hai Zainab aaja) x2 (Bechayn hai Zainab aaja) x3





Ya zainab-e-kubra
Bismillah-hir-rahmanir-raheem. Innama yureedullahu li yuzhib ankumur rijs ahlalbayti wa yu tahhirakum tatheera
(Allah allah allah) x4
Allahu kabla kullu shai', allahu ba'da kullu shai', allahu kabla kullu shai', allahu ba'da kullu shai'
(Allah allah allah) x2 (Ya zainab-e-kubra) x6
  1. Ay bibi baniye azaa, peghaam karbala tera, jisne suna yahi kaha
  2. (Ya zainab-e-kubra) x4
  3. Tegh khutbo ki barsare darbaar, jaise chalti ho haideri talwaar, kat ke ghirte the zalimo ke jigar, jang-e-khaiber thi ya teri lalkaar
  4. (Ya zainab-e-kubra) x2
  5. Ay bibi baniye azaa, dine rasool bach gaya, quran ki thi ye sadaa
  6. (Ya zainab-e-kubra) x4
  7. Yaad ata hai shaam ka manzar, bibi sarpe tere na thi chadar, har taraf patharo ki baarish thi, teri poshaak thi lahu me tar
  8. (Ya zainab-e-kubra) x2
  9. Ay bibi baniye azaa, sadma tha ye bohot baraa, roya sare shahe hudaa
  10. (Ya zainab-e-kubra) x4
  11. Tune bacho ki di hai qurbani, haye re tera zokh imaani, pyaase bhayi ki yaad me tune, khun bahaya hai ankhe ka paani
  12. (Ya zainab-e-kubra) x2
  13. Ay bibi baniye azaa, ye zabta hosla tera, neze pe ser pukaarta
  14. (Ya zainab-e-kubra) x4
  15. Tere dar par ye istighasa hai, jo bhi farshe aza pe rota hai, us pe saya kare tera ghazi, wo jo mushkil kusha ka beta hai
  16. (Ya zainab-e-kubra) x2
  17. Ay bibi baniye azaa, hum momino ki ye dua, ashke azaa ka waastaa
  18. (Ya zainab-e-kubra) x4
  19. Kitne makrooz matami hai tere, karza tu ghaib se adaa karde, bibi tu to sakhi ki beti hai, tu to muflis ko baadshaah kar de
  20. (Ya zainab-e-kubra) x2
  21. Ay bibi baniye azaa, tu innama tu hal ataa, kehta hai sar jukaa huwa
  22. (Ya zainab-e-kubra) x4
  23. Qaid be jurma jo hai matamdaar, misle mazloom aabide bimaar, unko azaadiyo ko tohfa de, aaj tu misle haidare karrar
  24. (Ya zainab-e-kubra) x2
  25. Ay bibi baniye azaa, hum ko hai tera aasraa, ghairo se mangna hai kya
  26. (Ya zainab-e-kubra) x4
  27. Tere bhayi ne jaise rahib ko, saat bete ataa kiye phirto, tu bhi hamsheer us sakhi ki hai, dede awlaad chahiye jisko
  28. (Ya zainab-e-kubra) x2
  29. Ay bibi baniye azaa, awlaad aisi kar ataa, ho wo bhi matami tera
  30. (Ya zainab-e-kubra) x4
  31. Waasta us aseer bachi ka, rassiyo me bandha tha jiska gala, wo jo pyaasi thi mar gayi pyasi, koyi bacha na ab rahe pyaasa
  32. (Ya zainab-e-kubra) x2
  33. Ay bibi baniye azaa, har sabeel par likha, kehta hai khun bhayi ka
  34. (Ya zainab-e-kubra) x4
  35. Ay bibi baniye azaa, humse na haq adaa huwa, karde muafye khata
(Allah allah allah) x8


courtesy Nawhas.com
-Sipah-e-Mahdi(a.t.f.s.)





No comments:

Post a Comment